This one's dedicated to my friend who has got a BAND...
Here it goes Lv.....fr u..
Kya kuch nahin kiya usne
tere liye, tere liye
Kya kuch nahin saha usne
bas tere liye, bas tere liye
Aur tune kitni aasani se keh diya
Chood de muze chood de muze
Thaka nahin wo abhi tak teri
minnate karte huwe, minnate karte huwe
Teri yaad main wo pagal ho chala
bin kuch soche samze, bin kuch soche samze
Aur tune kitni aasani se keh diya
Bhool ja muze bhool ja muze
Kahan milega tuze aisa pyar...
kaise milega tuze itna pyaar.
Tu hi Khatawaar hogi gar wo na sambhal paya..
Tu hi zimmewaar hogi gar wo kuch kar baitha...
Waqt abhi bhi nahin guzra...
Wo abhi bhi nahin badla
Laut kar aa Laut kar aa
Kya nahin kiya usne tere liye kya kuch nahin saha usne tere liye bas tere liye..
tu ummed hai uski
uska hausla na tod
tu asha hai uski
uska daman na chod
Laut kar aa Laut kar aa
waqt abhi bhi nahin guzra
wo abhi bhi nahin badla
Laut kar aa Laut kar aa
Kya nahin kiya usne tere liye kya kuch nahin saha usne tere liye bas tere liye....
Viral post
6 years ago
No comments:
Post a Comment